PPU Part 2 Result 2022: Hello Friends, Yadi aapne Patliputra University se part 2 ka exam diya hai aur iske result ka wait kar rahe hain to ham is article me bata rahe hain ki kaise aap iska result online download kar sakte hain bahut hi aasaani se. Aisa mana ja raha tha ki iska result Aug-Sept 2022 me jaari kiya jayega. Lekin abhi tak iska result jaari nahi kiya gya hai. Lekin jaise hi PPU part 2 result jaari kiya jata hai aap apna result niche diye gaye link se kafi aasaani se check kar sakte hain. Ham step by step jankari result check karne ke liye niche de rahe hain.
To jo bhi student PPU BA/ B.Sc/ B.Com Part 2 (Session 2020-23) Exam Result 2022 ka wait kar rahe hain wo apna result niche diye gaye links se download kar sakte hain. result check karne ka pura process aur direct link niche share kiya gya hai. Result aane ke baad bahut se student ko pata nahi hota hai ki PPU part 2 result kaise check kare aur isi karan iska result check karne ki jankari aap sabhi ko di jaa rahi hai.
PPU apna sabhi result apne official site par jaari karta hai aur iske 2nd year ka result bhi isi site par jaari kiya jayega. To jaise hi result jaari kiya jayega iske bare me update kiya jayega niche aur uske baad direct link update kiya jayega.

PPU Part Exam 2 Result 2022
University | Patliputra University |
Name of Examination | PPU Part 2 Exam 2022 |
Academic Year | 2022 |
Part 2 Exam Dates | July-Aug 2022 |
Result Date | Aug-Sept 2022 |
Category | PPU Result 2022 |
Official Site | http://www.ppup.ac.in/ |
To jaisa ki aap sabhi ko pata hoga ki PPU ne part 2 ka exam July 2022 me liya tha aur tav se sabhi exam dene vale students iske result ka intjaar kar rahe hain. To ham bata rahe hain ki iska result aap kaise download kar sakte hain. Part 2 Exam 2022 ka result kaise download karna hai usi ki jankari ham yahan par de rahe hain.
Details present on Marksheet
- Student’s Name
- Course
- Marks Obtained
- Exam Name
- Roll Number
- Total Marks
- College Information
- Result Status (Pass/ Fail)
- Gender (Male/ Female)
- And Other Important Instructions.

How To Download PPU Part 2 Result 2022?
Yadi aap bhi Patliputra University UG BA Part 2 Result online check or download karna chahte hain, to aap sabhi candidates is article me niche diye gaye steps ko follow karen –
- Sabse pahle PPU ke official website – http://www.ppup.ac.in/ par visit karen aur yaha se home page “Latest Announcement” section me jayen.
- Ab “PPU Part 2 Result 2022” ke link par click karen.
- Iske baad apne Course ko select karke Roll No. & DOB ko enter karke Submit par click kar den. Aapka PPU Part 2 Result screen par show ho jayega.
- Reslt check karen, Aur score card ka ek hard copy len.
Important Link
PPU B.A Part 2 Result | Click Here |
PPU B.Sc Part 2 Result | Click Here |
PPU B.Com Part 2 Result | Click Here |
Official Website | Click Here |
Join Telegram Group | Click Here |
PPU UG Part 2 Result 2022 College Wise
College Name | Download Result |
A.N. College | Link Active soon |
A.N.S. College | |
B.D. College | |
B.S. College | |
BBMBG Kanya Mahavidyalaya, Bihta, Patna | |
Bhuwaneshwari Raja Mahavidhyalaya | |
BRAJ LAL PRASAD COLLEGE, MASAURHI PATNA | |
College of Commerce, Sc. & Arts | |
D N College, Masaurhi | |
Deo Sharan Womens Evening College, Bihar Sharif | |
G D M COLEGE HARNAUT | |
G.D.M. College | |
G.J. College, Rambagh | |
Government womens college | |
Govt Girls College, Gulzarbagh, Patna | |
J.D. Womens College | |
J.N.L. College | |
Jyoti Kunwar College, fatehpur, Patna | |
K S T College, Nalanda | |
Kameshwar Prasad singh college | |
Kisan College | |
LP SHAHI COLLEGE PATNA | |
M.D. College | |
Magadh Mahavidyalaya Chandi | |
Mahabodhi college, Nalanda | |
Mahila College | |
MM College, Bikram , Patna | |
Nalanda College | |
Nalanda Mahila College, | |
Nalanda Shodh Sansthan and College | |
P L S College | |
P M S College | |
P N K College, Achhua, Paliganj | |
R P College Datiana, Bikram | |
R P S College | |
R P S College, Harnaut, Nalanda | |
R P S Mahila College | |
R R P COLLEGE BHERUGAWAN | |
R.K.D. College | |
R.L.S.Y. College | |
R.P.M. College | |
Ram Ratan Singh College | |
S.G.G.S. College | |
S.M.D. College, | |
S.P.M College |
About University
Patliputra University, Patna was established on 18th March, 2018, by the order of the Government of Bihar, vide Letter/memo no. 15/M1-71/2016-700, dated 09.04.2018. All the colleges of Patna and Nalanda districts, Bihar (India), fall under the jurisdiction of the Patliputra University except those attached to the Patna University.
The University has control over 25 constituent colleges, two government girls colleges, three minority colleges and a number of affiliated colleges.
Conclusion
To is prakar aap sabhi PPU Part 2 result 2022 online download kar sakte hain. Yadi is se related koi sawal ho to aap comment kar ke puchh sakte hain. Patliputra University ke sabhi jankari ke liye aap jude rah sakte hain hamare site JobPortalHindi.com se. Thanks.